Monday 30 September 2013

ZUBAN BANDI KA AMAL

ZABAAN BANDI k lye amal=
aik (taala) lock le kar os par 21 SOORA E MUZAMMIL parh kar dam karyn, awr sath mai ye alfaaz b kahyn
BASTOM ZABAAN O DIL FALAAN BIN E FLAAN.
phr os lock ko band kar k kisi bhaari pathar k neechy daba dyn.
sirf os jaga karyn jahan shari tor p eski ijaazat ho.

Monday 23 September 2013

Amal Dushman k liye

Yeh amal dushman kay liay hay saturday ya tuesday ko dushman kay per ka boot haasil karle baa sharte boot ultaa paraa ho ghar lay aaye aur us boot ko garam paani main daal kar joash de bas amal poora aus kay saath dushman ka tamasha dekhen

Sunday 22 September 2013

TASKHERE HAMZAD (41 DIN KA AMAL)

AMAL HAI BHI BOHT ASSAN AUR BEHAD KAMYAB.
AMAL KI SHARAYAT:
1.GAEY(COW) KA GHOST
BILKUL MAT KHAEY.
2.MURDE KI SHAKAL BILKUL
MAT DEKHE. ... TARKEEB AMAL: ROZANA RAT KO
SONE SE PEHLE 4
NAQSH LIKHE, NAQSH PAR
YEH CHAR NAAM
''SHADAD,NAMROO
D,FIROUN, IBLEES'' (PENCIL) SE LIKHE
AUR CHARPAI
KE CHARON KONE PAR YEH
CHARON
NAQSH RAKHE. YEH SAB
PROCEES TANHAI WALE KAMRE MAIN KARE AUR JAB
CHARON NAQSH CHARON
KONE PAR
RAKHDIYE TOU CHARPAI
PAR LETE LETE
YEH CHARON NAAM KO PARTE HUWE SOJAY.SUBAH
UTH KAR KISI SE BAAT KIYE
BINA GAHR SE THORA DOOR
KISI WERAN
JAGA PAR JAKAR YEH
CHARON NAQSH JALA DE. BAS YEHI KARNA
HAI 41 DAYS TK, INSHA
ALLAH 41 DAYS KE ANDAR
HAMZAD TABBE HOJAYGA.
AB HAMZAD
SE JAB BHI KAM LENA HO TOU RAT KO SONE
SE PEHLE APNA JO BHI
SAWAL YA KOI BHI KAM HO
WO EK KAGAZ PAR LIKH KAR
APNE SARHANE RAKH KAR
SOJAY, TAKREEBAN ADHE GANTE
KE ANDAR HAMZAD
APKO JAGAYGA AUR WOHI
KAGAZ USKE HAAT MAIN
HOGA, AUR JO BHI SAWAL
YA KAM HO WO APSE DISCUSS KRKE WO
KAM KO SARANJAM DEGA.
NOTE:
1. JO CHARPAI PAR AP
SOYGE USS CHARPAI PAR 41
DAYS TAK KISI KO BHI ISTAMAL MAT
KRNE DE JAB SUBAH KO AP
GHAR SE DOOR
NAQSH JALANE JAYGE TOU
WO CHARPAI KO SEEDE
KHARI KAR KE RAKHDE AUR APNE GHARWLAON KO
AGGAH KARE KE 41
DAYS TK IS CHARPAI KO KOI
HAAT
NA LAGAE.
2.JIS JAGAH PAR PEHLE DIN NAQSH KO JALAYGE POORE
41 DAYS TAK USSI JAGAH
PAR NAQSH
JALAY. 3.JAB NAQSH
JALANE JAYGE
TOU RASTE MAIN KISI SE BHI BAAT MAT KRE JAB TAK KE
NAQSH NA JALA DIYE JAYE.
JO BHI AHBAB YEH AMAL
KRNA CHAHE
BEFIKAR HOKAR KARE, KOI
NUQSAN, GUNAAH WAGERA DARANA
DHAMKANA KUCH NAHI
HOGA, APKO HAMZAD SE
MUIDE BHI TAE NAHI KRNA
PAREGA WO
POORI ZINDAGI KE LIYE TABBE HOJAYGA.

Saturday 21 September 2013

Saat Nikalne ka Method( tariqa)

 

Adawat ka Amal

 

Amal e adawat.29 tareekh say shuroo karen raat ko 7 saat mian laal mirchoa per 2000 martbah ya kahaar filan bint filan adawt filan bin filan bihak ya jabbar .fhir us mirchoa ko thoara thoara karte jalayen aur jis aag main jalaaya us aag ko 1 poori raat jalaate rahen yeh amal 1 raat ka hay kaamyabi b 1 raat main hoti hay buhat power full hay zakat ki zaroorat nahi

Taskhere Humzad

 
 

Amal: CHAND KA CHAKOR BHAGE KALA CHOR, HAMZAD JESA DOJA NA KOI AUR.




jub chand ki 13 tareekh ho to charpaye par pao phela ker is tarah lete k chand bilkul app k muqabil ho abb chand per nazar jama ker 300 martaba amal parhe dosre din 301 martaba isi tarah rozana aik ka izafa kerte jain 30 dino ma tadad 330 ho jye gi phir aik shaks mulaqat kare ga uski ankhain surakh (red) hun giis sy pehle app ne kabhi na dekha ho ga app is shaks ka hath pakar lain aur iqrar lain k main jub ye amal keru tu apko ana ho ga wo wahda ker lay ga aur app hath chor de phir jub bulana hu amal 330 martba pare wo hazir ho ga rozana chand k niklne k waqt amal kerna hai agur chand badal ki waja saynazar na aye to asman k kinaro ki taraf nazar ker k parhe koi perhez nahi hai .


Thursday 19 September 2013

Bhairu ki Hazri KA Mantar



 

DEEVA BALEY LAAT LAAT

 

WEKHAN BHEROO

 

TERI PEHLI SAAT


TARIQA: jisdin ye amal shuru kerna ho tu pehle is mantar ko 3 baar parh ker khud churi sy aik black bakra zibah kare aur behte pani main dal dy aur ye kahe k bhero apni bheent lay lo phir raat ko amal shuru kare samne bhero ki tasverr laga ker aur chiragh aur agurbati jalye aur same time rakhe aur is mantar ko 1111 bar parhe 7 sy 41 din ma hazri ho jaye gi jub hazri ho jaye tu muahaida ker lain apas main.

What is Magic?

Magic or sorcery is practiced in many cultures, and utilizes ways of understanding, experiencing and influencing the world in a manner akin to that of religion.[1][2][3][4] Hanegraaff argues that magic is in fact "...a largely polemical concept that has been used by various religious interest groups either to describe their own religious beliefs and practices or - more frequently - to discredit those of others".[3]
The concept of magic as a category separate from religion first appeared in Judaism, which derided as magic the practices of pagan worship designed to appease and receive benefits from gods other than Yahweh.[2]
The belief in and the practice of magic has been present since the earliest human cultures and continues to have an important religious and medicinal role in many cultures today.[5]
"Magic is central not only in 'primitive' societies but in 'high cultural' societies as well..."[6]
Modern Western magicians generally state magic's primary purpose to be personal spiritual growth.[7] Modern perspectives on the theory of magic broadly follow two major views. The first sees magic as a result of a universal sympathy within the universe, where if something is done here a result happens somewhere else. The other view sees magic as a collaboration with spirits who cause the effect.[8]
Magic is often viewed with suspicion by the wider community, and is sometimes practiced in isolation and secrecy